Urdu Poetry
  • Home
  • Mohsin Naqvi
  • Ahmed Faraz
  • Jaun Elia
  • Parveen Shakir
  • Jo dil main hay bol dy
  • Urdu Poetry

Syed Mohsin Naqvi

Father's Name: Ghulam Abbas Naqvi
Born on 1955
Dera Ghazi Khan
Died on January 15, 1996
Village Sadat, Dera Ghazi Khan.
Pen name Mohsin
Occupation Poet
Nationality  Pakistani
Genres Ghazal
Subjects Love, Philosophy, Marsia


Picture
Syed Mohsin Naqvi was a great Urdu language poet of Pakistan. He is believed to have been murdered on 15 January 1996. He was born in a village Sadat near Dera Ghazi Khan. He did his Graduation from Govt. College Bosan Road Multan. The secret of his life is that his actual Name was Ghulam Abbas. He did his masters from University of the Punjab Lahore.


Famous BooksFollowing are the famous Urdu poetry books of Syed Mohsin Naqvi

  • Azaab-e-Deed عذاب دید
  • Khaima-e-Jaan خیمہء جاں
  • Berg-e-Sehra برگ سحرا
  • Band-e-Kbaa بند قبا
  • moje-idraak
  • Taloo-e-ashk
  • Furat-e-fikr
  • Reza-e-harf
  • Rakht-e-shab
  • Rida-e-khwab
  • Haq-e-Aeliya




Hamaaraa kyaa hai

It is said he wrote this a while before he died- I dont know how much truth is there. I shared what I came to know of             

hamaaraa kyaa hai ke ham to chiraaG-e-shab kii tarah 
agar jale bhii to bas itanii raushanii hogii

ke jaise tund andhero.n kii raah me.n jugnuu
zaraa sii der ko chamke chamak ke kho jaayein

phir is ke baad kisii ko na kuchh sujhaa_ii de
na shab kaTe na suraaG-e-sahar dikhaa_ii de

hamaaraa kyaa hai ke ham to pas-e-Gubaar-e-safar
agar chale bhii to bas itanii raah tay hogii

ke tez havaaoan kii zard maa_il naqsh-e-qadam
zaraa sii der ko ubhare ubhar ke mit jaayein

phir us ke baad na raastaa na rah_guzar mile
hadd-e-nigaah talak dasht-e-bekinar mile

hamaarii simt na dekho ke koii der mein hum
qabiilaa-e-dil-o-jaan se bicharney walay hain

base basaaye huye shahar apanii aaNkhoan ke
misal-e-khaanaa-e-viiraan ujarne vaale hain

havaa kaa shor ye hii hai to dekhate rahanaa
hamaarii umar ke Khemeiy ukharne vaale hain





Picture
Picture
Picture
Picture
Picture

Picture
ZIKAR SHAB FARAQ SAY WASHAT USSAY BHI THI


Zikr-e-shab-e-firaq se wahashat use bhi thi Meri tarah kisi se muhabbat use bhi thi Mujh ko bhi shauq tha naye cheharon ki did ka Rasta badal ke chalane ki adat use bhi thi Us rat der tak wo raha mahw-e-guftaguu Masruuf main bhi kam tha faraGat use bhi thi Sunata tha wo bhi sab se purani kahaniyan Taza rafaqaton ki zaruurat use bhi thi Mujh se bichhar ke shahar men ghul mil gaya wo shaKhs Halanke shahar bhar se raqabat use bhi thi Wo mujhse barh ke zabt ka adi tha ji gaya Warna har ek sans qayamat use bhi thi


Powered by Create your own unique website with customizable templates.
  • Home
  • Mohsin Naqvi
  • Ahmed Faraz
  • Jaun Elia
  • Parveen Shakir
  • Jo dil main hay bol dy
  • Urdu Poetry